Tera Fitoor Lyrics - Genius | Utkarsh Sharma, Ishita Chauhan | Arijit Singh | Himesh Reshammiya

Tera Fitoor Lyrics - Genius

Singer Arijit Singh
Music Himesh Reshammiya,
Song Writer Kumar

ये song अरिजीत सिंह ने गाया है। अगर आप हिंदी गाना सुनना पसंद करते है तो अरिजीत सिंह को तो जानते ही होंगे। अरिजीत सिंह काफी पॉपुलर गायक है जिन्होंने बहुत से हिट song में काम किया है। यह सोंग genius फिल्म के लिए गाया गया है। इस song को 17 जुलाई 2018 को रिलीज किया गया था और अभी इस song पर 410M से भी अधिक viwes है। इसे tips official YouTube channel पर upload किया गया है।

Song Lyrics

Tera Fitoor Jabse Chadh Gaya Re
Tera Fitoor Jabse Chadh Gaya Re
Ishq Jo Zara Sa Tha Woh Badh Gaya Re
Tera Fitoor Jabse Chadh Gaya Re

Tu Jo Mere Sang Chalne Lage
Toh Meri Raahe Dhadakne Lage
Dekhun Jo Na Ek Pal Main Tumhe
Toh Meri Baahein Tadapne Lage

Ishq Jo Zara Sa Tha Woh Badh Gaya Re
Tera Fitoor Jabse Chadh Gaya Re
Tera Fitoor Jabse Chadh Gaya Re

Haathon Se, Lakeere Yehi Kehti Hai
Ke Zindagi Jo Hai Meri, Tujhi Mein Ab Rehti Hai

Labon Pe Likhi Hai Mere Dil Ki Khwahish,
Lafzon Mein Kaise Main Bataaun
Ek Tujhko Hi Paane Ki Khatir,
Sab Se Juda Main Ho Jaaun

Kal Tak Maine Jo Bhi Khwaab The Dekhe
Tujh Mein Woh Dikhne Lage

Ishq Jo Zara Sa Tha Woh Badh Gaya Re
Tera Fitoor Jabse Chadh Gaya Re
Tera Fitoor Jabse Chadh Gaya Re

Saanson Ke Kinaare Bade Tanha The,
Tu Aake Inhein Chhu Le Bas
Yehi To Mere Armaan The

Saari Duniya Se Mujhe Kya Lena Hai,
Bas Tujhko Hi Pehchaanu
Mujhko Na Meri Ab Khabar Ho Koi,
Tujhse Hi Khud Ko Main Jaanu

Raatein Nahi Kat Ti Bechain Se Hoke,
Din Bhi Guzarne Lage

Ishq Jo Zara Sa Tha Woh Badh Gaya Re
Tera Fitoor Jabse Chadh Gaya Re
Tera Fitoor Jabse Chadh Gaya Re



एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ